Kholi Aankh Rakhi Nend Main Bhi


Wo to kaheye ke kholi aankh rakhi neend main bhi
Warna hum par shab ka koi war to chal jana tha
Fasal bar-wqt na kati jo dosro ki _ Zaid
Aasmano ne zamino ko nigal jana tha



Hum dunya se darte hain
Aur abhi tak darte hain
Piyar magar hum karte hain
Zaid_aur abhi tak karte hain